Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSushant Singh
HomeSushant Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab to humen aage badhte hai rehna ab to humen saathi hai bas itna hi kehna ab to humen aage badhte hai rehna ab to humen saathi hai bas itna hi kehna ab jo bhi ho shola ban ke pathar hai pighlaana ab jo bhi ho baadal ban ke parbat per hai chhana kandho se milte hain kandhe kadmon se kadam milte hain hum chalte hain jab aise to dil dushman ke hilte hain kandho se milte hain kandhe kadmon se kadam milte hain hum chalte hain jab aise to dil dushman ke hilte hain nikle hain maidaan mein hum jaan hatheli par le kar ab dekho dum lenge hum jaa ke apni manzil par khatron se hans ke khelna itni to hum mein himmat hai mode kalaayi maut ki itni to hum mein taaqat hai hum sarhadon ke waaste lohe ki ik deewar hai hum dushmano ke waaste hoshiyaar hain taiyaar hai ab jo bhi ho baadal ban ke parbat per hai chhana ab jo bhi ho shola ban ke pathar hai pighlaana kandho se milte hain kandhe kadmon se kadam milte hain hum chalte hain jab aise to dil dushman ke hilte hain josh dil mein
khul ke jeene ka tareeka tumhein sikhaate hain hans ke dekho na lateefa tumhein sunaate hain umar ke saal kitne hain gin gin ke kya karna beet jaayein na ginti mein hi warna aao filmon ke beadab gaane gaate hain heroine hero aaj hum tum ban jaate hain khul ke jeene ka tareeka tumhein sikhaate hain hans ke dekho na lateefa tumhein sunaate hain khushiyaan to rakhi hain pocket mein kaagaz ke nanhe se packet mein inki bijli ki tarah kyun bachat karein batao na kharch kar daalenge saari aaj hi aao na hain mehnge dard bade aur muskaan paayi humne maut mein khul ke jeene ka tareeka tumhein sikhaate hain hans ke dekho na lateefa tumhein sunaate hain umar ke saal kitne hain gin gin ke kya karna beet jaayein na ginti mein hi warna aao filmon ke beadab gaane gaate hain heroine hero aaj hum tum ban jaate hain dil ki hai itni hi naadaani chutki mein ho jaaye rumaani yaari aur chahat ke jo beech ki maheen sarhad hai paar usko kar jaana dil ki buri aadat hai aasaani se aa jaaye
roothe khaabon ko mana lenge kati patangon ko thaamenge hai jazba hai jazba suljha lenge uljhe rishton ka manja haan manja haan manja haan manja soyi takdeerein jaga denge kal ko ambar bhi jhuka denge hai jazba hai jazba suljha lenge uljhe rishton ka manja haan manja haan manja haan manja hmm rishte pankhon ko hawa denge rishte dard ko dawa denge jeet kabhi haar kabhi ghum to yaaron honge do pal ke mehmaan hmm rishte dehalizen bhi laanghenge rishte lahoo bhi to maangenge aansun kabhi moti kabhi jaan bhi maange yaaron kar denge kurbaan bishre yaaron ko bulaalenge soyi umiddein jaga lenge hai jazba hai jazba suljhaa lenge uljhe rishton ka manja haan manja ho ho barfilee aankhon mein pighlaa sa dekhenghe hum kal ka chehra hoh hon pathrile sine mein ublaa sa dekhenghe hum laava gehara agan lagi lagan lagi toote naa toote na jazba yeh toote na magan lagi lagan lagi kal hogaa kyaa keh do kis ko hai parvah parvah parvah hoooo roothe khaabon ko mana lenge kati patangon ko
kuchh lamhe the alsaaye se bharmaaye se fiza mein kabhi sehme se muskaate jaana kidhar na jaane meethi boliyaan sun lo aasmaani rangon ki meethi boliyan sun lo bezubaani lamhon ki girte sambhalte chalte ladkhadaye haan magar ye honsla na dagmagaye armaano ke patang ko udaayen udaayen aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai yeh sohbatein yaaron ki uuu aye zindagi hame hosh ki na tu dava de dua de dua de meethi boliyaan sun lo aasmaani rangon ki meethi boliyaan sun lo bezubaani lamhon ki sapnon ke sapnon ke peechhe chale peechhe chale raahon mein hai yaadon ka pehra sulga ke sulga ke kaali si raat kaali si raat laayenge ye ujla savera ujla savera ujla savera ujla savera ujla savera girte sambhalte chalte ladkhadaaye haan magar ye hausla na dagmagaaye armaanon ki patang ko udaayein udaayein aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai yeh sohbatein yaaron ki uuu aye zindagi hame hosh ki na tu dava de dua de dua de meethi boliyan sun lo aasmani rangon ki meethi boliyaan sun
rangi par ud aavee khushiyon sang laavee harkhaaye haiyu haaye haaye rangi par ud aavee khushiyon sang laavee harkhaaye haiyu haaye haaye aasha ni ke nu bikhraaye umange vi chhalkaaye man hadwe di gungunaaye haaye haaye haaye haaye hey shubhaarambh ho shubhaarambh mangal bela aayi sapnon ki dehri pe dil ki baaji re shehnaai shehnaai shehnaai hey shubhaarambh ho shubhaarambh mangal bela aayi sapnon ki dehri pe dil ki baaji re shehnaai shehnaai shehnaaii khwaabon ke beej kachchi zameen pe humko to bona hai aasha ke moti saanson ki mala humein pirona hai apna bojha mil ke saathi humko dhona hai shehnaai shehnaai shehnaai raas racheelo saaj sajeelo shubh ghadi chhe aavee aaja aaja tamtamaata shamna ojhe laavee o laavee ho laavee ho rangi par ud aavee khushiyon sang laavee harkhaaye haiyu haaye haaye rangi par ud aavee khushiyon sang laavee harkhaaye haiyu haaye haaye haaye haaye haan maza hai zindagi nasha hai zindagi dheere dheere chadhegi ho dua de zindagi bata de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kandho Se Milte Hain Kandhe Lakshya (2004) 05:38 16849
 
Poster of Lakshya (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 05:38   Song Number : 16849   

Khulke Jeene Ka Dil Bechara (2020) 03:59 12560
 
Poster of Dil Bechara (2020)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2020
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 03:59   Song Number : 12560   

Manja Kai Po Che! (2013) 03:37 32227
 
Poster of Kai Po Che! (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Amit Trivedi
Duration : 03:37   Song Number : 32227   

Meethi Boliyaan Kai Po Che! (2013) 04:50 32292
 
Poster of Kai Po Che! (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Amit Trivedi
Duration : 04:50   Song Number : 32292   

Shubhaarambh Kai Po Che! (2013) 03:56 32577
 
Poster of Kai Po Che! (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Amit Trivedi
Duration : 03:56   Song Number : 32577   
Karaoke Songs of sushant singh, Sad Songs of sushant singh, Love Songs of sushant singh, Dance Songs of sushant singh, Hip-hop songs of sushant singh, Best songs of sushant singh, Super hit songs of sushant singh, hit songs of sushant singh, duet songs of sushant singh, solo songs of sushant singh, old songs of sushant singh, famous songs of sushant singh, Hindi Karaoke Songs of sushant singh, Hindi Sad Songs of sushant singh, Hindi Love Songs of sushant singh, Hindi Dance Songs of sushant singh, Hindi Hip-hop songs of sushant singh, best Hindi songs of sushant singh, super hit Hindi songs of sushant singh, hit Hindi songs of sushant singh, duet Hindi songs of sushant singh, solo Hindi songs of sushant singh, old Hindi songs of sushant singh, famous Hindi songs of sushant singh, Sing Along Songs of sushant singh, Sing Along Sad Songs of sushant singh, Sing Along Love Songs of sushant singh, Sing Along Dance Songs of sushant singh, Sing Along Hip-hop songs of sushant singh, Sing Along Best songs of sushant singh, Sing Along Super hit songs of sushant singh, Sing Along hit songs of sushant singh, Sing Along duet songs of sushant singh, Sing Along solo songs of sushant singh, Sing Along old songs of sushant singh, Sing Along famous songs of sushant singh